Jo dekhe ek baar ko palat ke baar-baar wo
Khuda jaane, kyun tujhe dekhne lagta hai
Sach boloon eemaan se, khabar hai aasmaan se
Hairat mein chaand bhi tujhko takta hai
Ke koyi itna khoobsoorat, koyi itna khoobsoorat
Koyi itna khoobsoorat kaise ho sakta hai?

Khoobsoorati par teri khud ko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya

Koyi itna khoobsoorat, koyi itna khoobsoorat

Dhoop bhi tere roop ke (sone pe qurbaan huyi hai)
Teri rangat pe khud (Holi ki rut hairaan huyi hai)
Tujhko chalte dekha
Tujhko chalte dekha tab (hiranon ne seekha chalna)
Tujhe hi sunke koyal ko sur ki pehchaan huyi hai
Tujhse dil lagaaye jo, Urdu na bhi aaye to
Shakhs wo shayari karne lagta hai
Ke koyi itna khoobsoorat, koyi itna khoobsoorat
Koyi itna khoobsoorat kaise ho sakta hai?
Koyi itna khoobsoorat, koyi itna khoobsoorat
Koyi itna khoobsoorat kaise ho sakta hai?
Khoobsoorati par teri khud ko maine qurbaan kiya
Muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya
Koyi itna khoobsoorat (khoobsoorati par teri khud ko maine qurbaan kiya)
Koyi itna khoobsoorat (muskura ke dekha tune, deewane par ehsaan kiya)
Koyi itna, koyi itna, koyi itna, koyi itna (khoobsoorati par teri khud ko maine qurbaan kiya)
Koyi itna khoobsoorat kaise ho sakta hai? (Muskura ke dekha tune...)